Gmail acha hai, par `you@yourbusiness.com` professional dikhta hai aur trust badhata hai. Apne VPS par email server chala sakte ho.

Kya chahiye

Zaroori DNS records

Inke bina aapke email spam mein jaayenge.

Panel se

BRAHM PANEL ke Email module se accounts banao, aur DKIM/autoresponder set karo GUI se. Webmail bhi laga sakte ho taaki browser se mail padho.

Tip

Agar deliverability important hai (bulk email), to shuru mein ek acha SMTP relay bhi consider karo. Personal/business email ke liye apna server bilkul theek hai.